Mere Daada daadi....
Ye wo do log hain jinhone meri kalpana kii thi kabhi.....
ye wo do log hain jinhe main is duniyaa mein sabse zyaada pyaar karta hoon...
Ye wahi do log hain jinki aankhon ka taara hoon main.....
Ye wahi do log hain jinhone jise main pariwaar kahta hoon, iski rachna ki hai....
Miliye, Shri Akhouri Brij Nandan Sahay(97) aur Shrimati Krishna sahay(87) se, mere poojya daada daadi.....
Bhagwaan, kripya mere daada daadi ko aur deerghaayu kariye taaki wo meri safalta ka anand le sakein....unka aashirwaad sadaiv mere upar banaa rahe....yahi praarthna karta hai sakht jaani...
Sa-aadaar pranaam,
Akhouri Piyush Raj Shrivastava

yes...god bless them...
ReplyDeleteghar mein bado ka hona bahut zaruri hai...their blessings n experiences r extremely neccessary...bas unke bol ki ehmiyat samajhne wala koi hona chahiye...ghar pe jab bhi hoti hun i try my best to give some time to my grand parents...hamesha kuch na kuch seekhne ko milta hai...ek baat bataun...jab bhi dadi ke sar pe tel lagati hun,achha lagta hai...pehli baar unke safed baal dekh ke darr sa laga tha..he he..
m sure they will be proud of u...n unhone achhe karm kiye honge jiska fal tumhe mil raha hai...:)
Dil se pasand Aai aaj tumhaari baat Amrit!!
ReplyDeletepata hai jin logon ki nazar mein bade buddhon ki respect hoti hai na....meri nazar mein unki izzat 100 guna badh jaati hai....aaj se tumhaari bhi badh gayi!!...:))
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDelete